Friday, September 25, 2009

Rishto ke kuch puraane dhaage abhi baaki hai...

Tumse vaada kiya tha hamesha saath nibhane ke...
Saath toh hum aaj bhi hai par dooriyaan hai darmiyaan...

Bohot meethe pal bitaye hai saath saath...
Pal nikal gaye sirf yaadein hi abhi baaki hai...
Rishto ke kuch puraane dhaage abhi baaki hai...

Hume tumse pyaar hai, tumhe humse pyaar hai...
Rishta wahi hai pyaar kahaan gaya...
Hume yun beech sadak par chod kar...
Humara hamsafar kahaan chala gaya...

Kabhi socha na thaa khwabo mein bhi...
Badh jayenge phaansle itne...
haatho me haath liye chal rahe the hum aapka...
Pata hi naa chala ye doraha kab aa gaya...

...

aluchya paanavar padle hote themb...
varyachya phunkareni vikhurle sagle...
ek ek karun parat ale khare...
pan ata saglach pani ahe urle nahi themb...

jagacha raht gadaga chaluch ahe avirat pane...
pratyekachya padrat tyache tyache bhog...
ayushya chota adchani mothya...
ekhada kshan mage valun matra suskara sodavasa vatoo pratyekala...

chalalelya rastyavar paulkhuna sudha nahit...
dhoranchi righ eka magun ek...
tuzyach paulavar maze paul pudhche...

dhey ekach kshitijavar pohochayacha...
me aajahi tithech ahe jikde kal hoto...
jaagaa matra badalalye...
me chaltoy ki mazya khalchi jamin...
dhul tevdhi kalchi ahe ajun chaplevarti...